Thursday, 16 August 2012

Hindi Sad Song

BrarDev: ~~~~~~sung by davinder~~~~~~ disclaimer: i am not using any of the music in this video to make money, i am using them for entertainment purposes only. dost dost na raha, pyaar pyaar naa raha zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha amaanatein main pyaar ki, gaya tha jisko saunp kar woh mere dost tum hi the, tumhi to the jo zindagi ki raah me bane the mere hamsafar woh mere dost tum hi the, tumhi to the saare bhed khul gaye, raazdaar na raha zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha gale jlagi seham seham bhare gale se bolti wo tum na thi koun tha tumhi to thi safar ke waqt mein palak pe motiyo ko taulti woh tum na thi to kaun tha tumhi to thi nashe ki raat dhhal gayi ab khumaar na raha zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha dost dost na raha, pyaar pyaar naa raha zindagi hamein tera, aitbaar na raha, aitbaar na raha Hindi Sad Song

No comments:

Post a Comment